CORRECTAR LA LETRA

Letra : Aasman

Chhodunga mai jab mera badan
Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf)
Sayad todunga mai tab mera ghamand
Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf)

Baaki chhodunga mai jab mera badan
Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf)
Sayad todunga mai tab mera ghamand
Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf)

Har baar likhun sach jaise khada saamne judge
Naa kiya rum mach or na bana cham mach
Aaj ek naya gaana likhun, jab soche tu mai tab dikhu
Zindagi me dukh hai, par mai ek dum theek hun
Mai sick hun, mai lit hun, mai beato ko peetun
Aur har baar hi jeetu, jab patta mera kheenchu
Tarazu ka tod daalun kaanta, log pareshan, jaise swiss me hai khata
Par paisa toh aata aur jaata
Mai kitna kamata, aur kitna bachata
Tu bachega ni itna machata
Aaj poori mehfil sajata
Aaj poori mehfil sajata (Sajata)

Chhodunga mai jab mera badan
Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf)
Sayad todunga mai tab mera ghamand
Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf)

Chhodunga mai jab mera badan
Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf)
Sayad todunga mai tab mera ghamand
Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf)

Mere ghar ko deewar, upar chaath, acchi kismat
Aur chal dunga jab, fir kar mujhko miss mat
Bas gaana bajana, mehfil sazana
Zamana bhi khojega mera thikana
Kala khazana, jo khole ye kitaab
Usko batana, nibhana farz
Chuka na karz, kamana pyaar, nafrat gard
Kari hasrat, aaj mili nusrat kal
Bharosha mera poora rakha, maine kudrat par
Khud chalkar, mai aaya aage khud ke bal par
Har kaam baja daala, maine chhoda nahi kal par
Khod daal pahaad, khol daala kua
Khel daala lala maine zindagi ka jua (Jua, jua, jua)