ENVIAR LETRAS
Top 100
Lanzamientos de álbumes
Artistas
Comunidade
Francés
Portuguese
Inglés
Corrección Letra
Aasman
par
Kaam Bhaari
Regreso
Letra
Chhodunga mai jab mera badan Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Sayad todunga mai tab mera ghamand Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Baaki chhodunga mai jab mera badan Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Sayad todunga mai tab mera ghamand Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Har baar likhun sach jaise khada saamne judge Naa kiya rum mach or na bana cham mach Aaj ek naya gaana likhun, jab soche tu mai tab dikhu Zindagi me dukh hai, par mai ek dum theek hun Mai sick hun, mai lit hun, mai beato ko peetun Aur har baar hi jeetu, jab patta mera kheenchu Tarazu ka tod daalun kaanta, log pareshan, jaise swiss me hai khata Par paisa toh aata aur jaata Mai kitna kamata, aur kitna bachata Tu bachega ni itna machata Aaj poori mehfil sajata Aaj poori mehfil sajata (Sajata) Chhodunga mai jab mera badan Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Sayad todunga mai tab mera ghamand Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Chhodunga mai jab mera badan Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Sayad todunga mai tab mera ghamand Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Mere ghar ko deewar, upar chaath, acchi kismat Aur chal dunga jab, fir kar mujhko miss mat Bas gaana bajana, mehfil sazana Zamana bhi khojega mera thikana Kala khazana, jo khole ye kitaab Usko batana, nibhana farz Chuka na karz, kamana pyaar, nafrat gard Kari hasrat, aaj mili nusrat kal Bharosha mera poora rakha, maine kudrat par Khud chalkar, mai aaya aage khud ke bal par Har kaam baja daala, maine chhoda nahi kal par Khod daal pahaad, khol daala kua Khel daala lala maine zindagi ka jua (Jua, jua, jua) Chhodunga mai jab mera badan Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Sayad todunga mai tab mera ghamand Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Chhodunga mai jab mera badan Aur jaaunga mai aatma ki taraf (Ki taraf, ki taraf) Sayad todunga mai tab mera ghamand Aur jaaunga mai aasman ki taraf (Ki taraf, ki taraf)
videoclip
Tu nombre será publicado. Deje los campos en blanco para permanecer en el anonimato.
Enviar
Modal title
×
Insertar medios
Video URL?
(YouTube, Vimeo, Instagram, DailyMotion, Soundcloud)
×
Recuérdame
Contraseña perdida
Conectarte
Registrarse