CAPA/TRACKLIST

Letra : Dil E Nadaan (Refix)

Ah!
(It's RJ)
(Next Chapter)
(Dil-E-Nadaan)

Ae yaaron dil mera ye kehta hai
(Dil mera ye kehta hai)
Ae yaaron dil mera ye kehta hai
(Dil mera ye kehta hai)

Jab saath rehna hi na tha
To leke kyun wajah?
Bas gaya tu is dil mein
Ye bata

Zindagi ab tere naam
Tujhe chaahna hi ab ek kaam
Par tere liye ye sab aam
Mere liye saza

Pyaar ki imaarat meri dheh sake na
Pyaar ki imaarat meri dheh sake na
Dil Ye Nadaan duriyan seh sake na
Dil Ye Nadaan duriyan sеh sake na
Tere bina rеh sake na
Tere bina reh sake na
Dil ye nadaan duriyan seh sake na

(RJ)

Is dil mein
Ek pal mein
Aate jaate hain log

Par pata nahi kaise (kaise)
Tujhse hi ho gaya (gaya)
Ye pyaar ka rog
(Pyaar ka rog)

Dil mein tera pyaar baaki hai
Jab jab teri yaad aati hai
Dil mera kahin kho jaata hai
Tab kuch bhi samajh ni aata hai mujhe

Tu hi to mera sapna hai
Bas tu hi mera apna hai
Pyaaar tujhe mai karta hun
Par koi samjhaye kaise tujhe
Tera naam liye bina dil reh sake na (never)
Tera naam liye bina dil reh sake na (you're the reason I'm alive)
Dil ye nadaan duriyan seh sake na
Dil ye nadaan duriyan seh sake na

Tere bina reh sake na
Tere bina reh sake na
Dil ye nadaan duriyan seh sake na

Mai hoon mehfil mein
Pad gaya mushkil mein
Jab yaad aaya tera pyaar

Zamana banaye (banaye)
Par hum to hatayein (hatayein)
Ye nafrat ki deewar
(Nafrat ki deewar)

Mohabbat ka kya sila mila?
Har baar naya shiqwa-gila
Maula dil ko mere chain dila
Ab na jee paaunga mai ye zindagi
Tu hi yaar mera, tu hi pyaar mera
Jo tu saath mere to sansaar mera
Tu bhi kar intezar mera
Nikaal dil se nafrat ki gandagi

Dil ki baat RJ, keh sake na
Dil ki baat RJ, keh sake na
Dil ye nadaan duriyan seh sake na
Dil ye nadaan duriyan seh sake na

(Ah!)
(It's RJ)
(Next Chapter)
(Dil-E-Nadaan)