CORRECT LYRICS

Lyrics : Khwaab

Janay tu kahan kho gaya hai na
Khwaabon mein tere koi rasta hai kya

Aur teri in yaadon mein hai kya
Aur teri in yaadon mein hai kya

Bikhra yeh samaa tham sa gaya hai kya
Saaye mein tere koi aasra hai kya
Yaadon ke safar mein tu bas gaya hai na
Kal ki soch mein aaj kyun hai fana

Aur teri in yaadon mein hai kya
Aur teri in yaadon mein hai kya

Janay tu kahan kho gaya hai na
Khwaabon mein tere koi rasta hai kya

Aur teri in yaadon mein hai kya
Aur teri in yaadon mein hai kya