CORRECT LYRICS

Lyrics : Yeh Raatein

Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani

Aa raha hai dekho koi Ja raha hai dekho koi
Sabke dil hain jaage jaage Sabki aankhein khoyi khoyi
Khamoshi karti hai baatein
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani

Kya sama hai jaise khushbu
Udd rahi ho kaliyon se
Guzri ho nindiya mein palkon ki galiyon se
Sundar sapnon ki baraatein
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani

Kaun jaane kab chalengi
Kis taraf se yeh hawayein
Saal bhar to yaad rakhna
Aisa na ho bhool jaayein
Is raat ki mulakatеin
Yeh raatein nayi purani
Aate, aatе jaate kehti hain koi kahani
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani