CORRECT LYRICS

Lyrics : Satyam Shivam Sundaram

Ishwar satya hai
Satya hi Shiv hai
Shiv hi sundar hai
Jaago uth kar dekho
Jeet jyot ujaagar hai

Satyam Shivam Sundaram, Satyam Shivam Sundaram
Satyam Shivam Sundaram, Sundaram
Satyam Shivam Sundaram, Satyam Shivam
Sundaram (Ishwar satya hai)
Sundaram (Satya hi Shiv hai)
Sundaram (Shiv hi sundar hai)
Satyam Shivam Sundaram, Satyam Shivam Sundaram
Satyam Shivam Sundaram

Raam avadh mein
Raam Awadh mein, Kaashi mein Shiv, Kanhaa Vrindaavan mein
Dayaa karo Prabhu, dekho inko
Dayaa karo Prabhu, dekho inko
Har ghar ke aangan mein

Radha Mohan Sharanam
Satyam Shivam Sundaram
(Satyam Shivam Sundaram)

Ek soorya hai
Ek Surya hai, ek Gagan hai, Ek hi dharti mata
Dayaa karo Prabhu, ek bane sab
Dayaa karo Prabhu, ek bane sab
Sab ka ek se naata

Radha Mohan Sharanam
Satyam Shivam Sundaram
(Satyam Shivam Sundaram)

Ishwar satya hai
Satya hi Shiv hai
Shiv hi sundar hai

Satyam Shivam Sundaram, Satyam Shivam Sundaram
(Satyam Shivam Sundaram, Satyam Shivam Sundaram)
(Satyam Shivam Sundaram, Satyam Shivam Sundaram)