CORRECT LYRICS

Lyrics : KAR DIYA

Hobby meri music likha maine mere CV pe
8 saal metro mein Gurgaon se Kasmiri Gate
Sath wale kehte the anadi hai
Aaj inke career se unchi
Ground clearence wali gaadi

Maine kar diya maine kar diya
Dekh maine kar diya maine kar diya
Dekh maine kar diya maine kar diya
Dekh maine kar diya maine kar diya
Dekh maine

Gaanon mein baatein bas sadak ki thi
Apne ko tharak thi tarakki ki
Soya nahi tabhi mujhe sone ke daam mile
Show kara 10 hazaar launde uchhaal diye
Chhakke maare maare lappe bohat
Stadium ke bahar khaye tappe ball
Hateron ko dedi maine kathe maut
Kar diye sabke hi tatte shot
Is saal ki kamayi pichhle 10 ke barabar
Jahan mauka mila leli sabki kaske barabar
Pichhle saal sochta tha kaise gas main bachaun
Is saal dikkat meri kaise tax main bachaun
Maine kaam kara dekha nahi galat sahi
Mujhko badhta dekh sabki kalap gayi
Breakup hua mera jala blub wahi
Usne chhoda meri kismat saali palat gayi