CORRECT LYRICS

Lyrics : Channa Mereya

Aaccha chalta hoon
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe suaad rakhana
Aacha chalta hoon
Duaaon main yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe suaad rakhana

Dil ke sandookon mein
Mere acche kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi
Mera tu salaam rakhna

Andhera tera, maine le liya
Mera ujla sitaara tere naam kiya

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya behliya
O piya...
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mеreya mereya bеhliya
O piya...