CORRECT LYRICS

Lyrics : Mere Aur Hein Iraaday

Mere aashiyaan mein kya hai
Mere aashiyaan mein kya hai
Mera aashiyaan jala de
Mera aashiyaan jala de

Main chaman mein khush nahi hoon
Main chaman mein khush nahi hoon
Mere aur hein iraaday

Mere aur hein iraaday

Mere aashiyaan mein kya hai
Mere aashiyaan mein kya hai
Mera aashiyaan jala de
Mera aashiyaan jala de

Ye samajh liya hai maine
Ki tu jaan-e-zindagi hai

Ye samajh liya hai maine
Ki tu jaan-e-zindagi hai

Yehi ek khata meri hai
Yehi ek khata meri hai
Ya saza de ya jaza de
Ya saza dе ya jaza de
Ya saza de ya jaza de
Ya saza dе ya jaza de
Mere aashiyaa mein kya hai
Mere aashiyaa mein kya hai
Mera aashiyaa jala de
Mera aashiyaa jala de

Main chaman mein khush nahi hoon
Main chaman mein khush nahi hoon
Mere aur hein iraaday
Mere aur hein iraaday