CORRIGER LES PAROLES

Paroles : Saiyyonee

Wo lams tera woh teri khushbu
Ab tak hai mere ehsaas mein
Saanson ka chalna teri wajah se
Main jee raha hoon tere pyar mein

Saiyyonee tere pyar mein
Yaadon ke aitbar mein
Jiyunga intezar mein
Kiya faisla, kiya faisla

Saiyyonee tere pyar mein
Yaadon ke aitbar mein
Jiyunga intezar mein
Kiya faisla, kiya faisla

Wo saari baatein woh beete lamhe
Khwaabon khayalon mein hain rawaan
Tera tabassum teri adayein, wo ankahi teri daastan
Wo khula khula aasmaan, wo sukoon ka sama

Saiyyonee tere pyar mein
Yaadon ke aitbar mein
Jiyunga intezar mein
Kiya faisla, kiya faisla

Sadda dil vi tu, saddi jaan vi tu
Saddi zind’di te, armaan vi tu
Sadda dil vi tu, saddi jaan vi tu
Saddi zind’di te, armaan vi tu