CORRIGER LES PAROLES

Paroles : Bar Code

(Verse 1 – Hashim Nawaz)
Inko karta hun khush mein
Inko lagta hun khush mein
Inko bolun mein kia
Inko chota samajh k na kehta hun kuch mein

Nazar andaaz
Karun hamesha mein inhein
Yahi mera andaaz
Likhun jo parhein jab saaray hotay dekho heraan
Aqal se hai buzurg par munda abhi jawaan hai
Lafz pare hazaar hein

Par saaray likhun ga na
Zindagi choti RAB ne taaqat di to bikkun ga na
Jo izzat de na aaj kal ko usse milunga na
Hein saamp yahan in k aagay kabhi bichunga na

Hashim katana/Kitana
Pakray fans donon haathon mein
Inhi logon se mukhaatib hun mein jaano ye
Ye suntay gaanay mere rehti kala caaron mein
In logon ki haan meri jab bhi ghoomtay bazaaron mein

Haan tabhi to mein bolta k bolo mjhe kalakaar
Meri bars in k aagay gaanay hawalaat
Qaid abhi bhi hein
In mein tattay ni hein
Aapka jaanbaz ghair jaanbdar hai karta awaen phadday ni hai