CORRIGER LES PAROLES

Paroles : Itna Pyaar Karo

Chaahun tujhe dil ye kahe
Chaahe saans rahe na rahe
Chaahun tujhe dil ye kahe
Chaahe saans rahe na rahe

Tum bhi yahi ek baar kaho
Maine socha na ho itna pyaar karo
Kabhi socha na ho itna pyar karo
Maine socha na ho itna pyar karo
Kabhi socha na ho itna pyar karo

Tere jism se aage jaana hai
Teri rooh ko chhu kar aana hai
Tere jism se aage jaana hai
Teri rooh ko chhoo kar aana hai
Ek pal ka ishq nahi hai ye
Janmo tak tujhko paana hai

Tum bhi yahi ek baar kaho
Maine socha na ho itna pyaar karo
Kabhi socha na ho itna pyar karo
Maine socha na ho itna pyar karo
Kabhi socha na ho itna pyar karo

Tera zikr hai meri baaton mein
Tu din ki tarah hai raaton mein
Tera zikra hai meri baaton mein
Tu din ki tarah hai raaton mein
Bas naam tera hi leti hai
Jo lakeer hai mere haathon mein

Iss baat ka tum aitbaar karo
Maine socha na ho itna pyar karo
Kabhi socha na ho itna pyar karo
Maine socha na ho itna pyar karo
Kabhi socha na ho itna pyar karo