CORRECTAR LA LETRA

Letra : Karata hu Mai Teri chinta

Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai
Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai

Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera

1. Meri mahima tu dekhega
Khudko mere haathon mein dede
Meri mahima tu dekhega
Khudko mere haathon mein dede
Meri mahima tu dekhega
Khudko mere haathon mein dede

Meri shakti mein tujhko deta hun
Chalaunga har din meri krupa mein
Meri shakti mein tujhko deta hun
Chalaunga har din meri krupa mein

Karta hun main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai

Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera
Aasooyon ki ghaatiyon mein
Haath na chodunga tera