CORRECTAR LA LETRA

Letra : Hamari Adhuri Kahani (Encore)

Pass aaye, duriyaan phir bhi kaam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen ye jaruri nahi jaa mile, jaa mile
Ishq sacha wohi jisko milti nahi manzilein, manzilein

Rang the, noor tha, jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, ye jahan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke choor gaya, tu kahan?

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani

Khusbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte-chalte dekho naa, hum kahan aa gaye
Janntein agar yahi, tu dihkhe kyun nahi
Chand suraj sabhi hai yahan
Intezaar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi behti hai kab se yahaan

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani