CORRECTAR LA LETRA

Letra : Nakhrey Nakhrey

Nazro ki haan hai
Chahe wo ye raat, jeena, jeena, jeena
Hotho pe naa hai
Phir kaise tune dil cheena, cheena, cheena-aaa
Aate jo nazar, nazare hai theek nahi
Behke se tere isaare tere haaye

Yun na dikha!
Nakhrey-nakhrey, itna kyun hai guroor bata de?
Nakhrey-nakhrey (Oo) teri adaa
Takhte-takhte, kaise rahun durr bata de?
Nakhrey-nakhrey (Oo)
Yun na dikha!

(Nakhrey-nakhrey)

Sab kuch bhula ke
Bas maan le mera, kehna, kehna, kehna, yeah
Kal-wal ke waade (Kal-wal ke waade)
Behtar hai kе hum kare na, hai na, hai na
Baate ho rahi baatein ho rahi humarе jo beech abhi
Jyada badh gayi naa jaane haaye
Hona hai kya!
Nakhrey-nakhrey, itna kyun guroor bata de?
Nakhrey-nakhrey (Oo, nakhrey-nakhrey) teri adaa
Takhte-takhte, kaise rahun durr bata de?
Nakhrey-nakhrey (Oo)
Yun na dikha!

(Nakhrey-nakhrey, oo)