ENVIAR LETRAS
Top 100
Lançamentos de álbuns
Artistas
Comunidade
francês
Espanhol
Português
corrija a letra Letra
Sahara Mil Gaya
por
R. J. Khan
Retornar
Letra
Tadpa na meri jaan (Yeah) Saath chal mere (Take Two, PnK, look who's here) Rula na meri jaan (It's it's) Baat maan le (It's RJ) Aye aye! Let's go! Ek din mil gayi mujhko khuli aankhon se apsara Sambhalun khud ko pehle jo saansein sambhle zara Utre sidha meri rooh me kaisa hai ye nasha? Hasina vo mashallah, baatein hain marhaba Khilafat na hum kar paayein Ab khud ki hi na khabar paayein Karzadaar-e-mohabbat ho gaye hum Karza tera na bhar paayein (aye aye) Tu jo mili to, hai sahara mil gaya Chanda ko jaise ho sitara mil gaya Tu jo mili to, hai sahara mil gaya Dariya ko jaise ho kinara mil gaya Kaise mai tujhko ye bataun? (It's PnK) Ki kitna tujhko haan mai chaahun (Banarasiya) Mujhpe chadha tera yeh fitoor jo Pa** aa mere mujhse hai door kyun? Karishma-e-qudrat hai tu meri jaan Bhoolе na bhoole, chehre ka noor yun Bhool sakun jo, hai aisi tu koi baat nahi Thaam liya hai to, chhodunga mai hath nahi Martе dum tak nibhaunga yeh waada Tu chal mere sang, hum kare shuruaat nayi Khaab hai ya hai haqeekat tu? Zindagi ki hai zaroorat tu Jee kare tujhe baahon mein bharun Or kehta rahoon tujhe, "I love you" (Eh yo!) Sun kya kehta hai PnK meri jaan Tere sang hai jina, bas yhi armaan Jo baatein tujhse kabhi bhi keh na saka Apne nazmon ke zariye hoon krta bayaan Ehsaas liye dil mein tere liye har pal Darkhast karun dhadkan se, ki dheere-dheere chal Hai tu khaas, teri jagah nahi lega koi kal Rakh aas, soch mat ki mai jaunga badal Tu jo mili to, hai sahara mil gaya Chanda ko jaise ho sitara mil gaya Tu jo mili to, hai sahara mil gaya Dariya ko jaise ho kinara mil gaya (Yeah yeah yeah) Kabhi dil ke mai lafzon ko sajha ni karta Mai baatein kabhi kisi se bhi zyada ni karta Nibha jo sakhu na, aisa wada ni karta Swadeshi bolo mujhe, Gucci Prada ni karta (It's RJ) Dil mein jo aag hai To maksad saaf hai Dil me jo aap To karta tawaaf hai Dil ki aawaz hai Jo aati na baaz hai Angry young man Log bole Amitabh hai (Shehenshah!) Dekha aisa khwab hai Jo laata sailab hai Ishq ke khilaf jaata Duniya ka hisab hai Tu marke bhi paas hai RJ ki kayas hai Khud me nawab Kyunki aisa hi rubaab hai Mere allah ki kalakaari dikhti hai baby tujhme Gunahon ki tasvirein hain lagai maine mujhme Zamane ka ye noor rakhta apna aks hai tujhme Qaafir bhi aur qaabil bhi ye dono hi shaks hain mujhme (let's go!) Tu jo mili to, hai sahara mil gaya Chanda ko jaise ho sitara mil gaya (Aye aye!) Tu jo mili to, hai sahara mil gaya Dariya ko jaise ho kinara mil gaya Tadpa na meri jaan (Love to the fullest) Saath chal mere (enjoy your life) Rula na meri jaan (Happy new year!) Baat maan le (Take Two)
vídeo de música
Seu nome será publicado. Deixe os campos em branco para permanecer anônimo.
Enviar
Modal title
×
Adicionar mídia
Video URL?
(YouTube, Vimeo, Instagram, DailyMotion, Soundcloud)
×
Lembre de mim
Senha perdida
Entrar
Registrarse