ENVIAR LETRAS
Top 100
Lançamentos de álbuns
Artistas
Comunidade
francês
Espanhol
Português
corrija a letra Letra
Safar
por
Pritam
Retornar
Letra
Ab na mujhko yaad beeta Main toh lamhon mein jeeta Chala ja raha hoon Main kahaan pe ja raha hoon Kahaan hoon? Iss yaqeen se main yahan hoon Ki zamana yeh bhala hai Aur jo raah mein mila hai Thodi door jo chala hai Wohbhi aadmi bhala tha Pata tha Zara bas khafa tha Wo bhatka sa raahi mere gaanv ka hi Wo rasta puraana jisey yaad aana Zaroori tha lekin jo roya mere bin Wo ek mera ghar tha, puraana sa darr tha Magar ab na main apne ghar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Idhar ka hi hoon na udhar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Idhar ka hi hoon na udhar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Main raha Main raha Main raha Meel pattharon se meri dosti hai Chaal meri kya hai raah jaanti hai Jaane rozana, zamana wohi rozana Shehar shehar fursaton ko bechta hoon Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon Aise rozana, rozana khud se begana Jabse gaanv se main shehar hua Itna kadva ho gaya ki zehar hua Main toh rozana Na chaaha tha yeh ho jaana maine Ye umr, waqt, raasta, guzarta raha Safar ka hi tha main safar ka raha Idhar ka hi hoon na udhar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Idhar ka hi hoon na udhar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Main raha Main raha Main raha Safar ka hi tha main safar ka raha
vídeo de música
Seu nome será publicado. Deixe os campos em branco para permanecer anônimo.
Enviar
Modal title
×
Adicionar mídia
Video URL?
(YouTube, Vimeo, Instagram, DailyMotion, Soundcloud)
×
Lembre de mim
Senha perdida
Entrar
Registrarse