CORRECT LYRICS

Lyrics : Patriot

Pucho ge to batau kya
Nahi pata
Mere desh se mujhko hain pyaar kya
Saabit kya karun hain kitna pyaraa
Mujhe ye desh , ye desh mera
Kya hai desh ye , desh ke bhesh me
Roti kapda makan hai
Mausam bahaar hai
Hariyali ka tyohaar hain
Mere wajood ka aadhaar hain
Kyun dikhaun
Main kyun jataun
Dil ki baat hai
Main kyun bataun
O o o o
Ye desh hain kya mera aaina
Main hun jab jaisa, mera desh hain tab waisa
Desh hi Maharaaj hain , desh hi gareeb ki aawaz hai
Majboor hai to majboo bhi iski bhasha
Andar geheri jad hain ( jad hai or jadein hain)
Meri is desh main bhi hain samaana
Pucho ge to bataun kya tumhe kya pata
Mere desh se mujhko hain peyar kya
Kyun dikhaun
Main kyun jataun
Dil ki baat hain
Main kyun bataun
O o o o