CORRECT LYRICS

Lyrics : Haareya

Dekheya main chaand dekheya
Nooran waale sitaare dekheya
Par tere jaisa na koi dekheya main

Lagta hai nigaahon mein teri
Bin doobe rehna hi nahi
Mujhe ishq yeh karne se
Ab koi bhi na rok sakeya

O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe o..

O hareya main dil hareya
O hareya main dil hareya
O hareya main dil hareya
Main haara tujhpe
Main haara tujhpe o…
Mmm.. o o.. oo..
Mmm.. o oo..

Khuli aankhon se dekha woh
Haseen khwab hai tu
Dil mein jo utar jaaye woh
Pyaari baat hai tu [x2]