ENVIAR LETRAS
Top 100
Lanzamientos de álbumes
Artistas
Comunidade
Francés
Portuguese
Inglés
Corrección Letra
Ek Tu Hi Bharosa
par
Lata Mangeshkar
Regreso
Letra
Aa jao ki sab mil ke rab se dua mange Jivan me sukun chahe, chahat me wafa mange Halaat badalne me ab der na ho maalik Jo de chuke phir le, andher na ho maalik Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui basti mein yeh tadap rahe insaan Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe insaan Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye kahan Ek tu hi bharosa,ek tu hi sahara Is tere jahan mein, nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara Inhe phir se yaad dila de sabak vohi pyaar ka Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniya Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav (meri pukaar sun le) Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav (hey, Ishwar ya Allah) Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav (meri pukaar sun le, meri pukaar sun le, meri pukaar sun le)
videoclip
Tu nombre será publicado. Deje los campos en blanco para permanecer en el anonimato.
Enviar
Modal title
×
Insertar medios
Video URL?
(YouTube, Vimeo, Instagram, DailyMotion, Soundcloud)
×
Recuérdame
Contraseña perdida
Conectarte
Registrarse